Jaisa b hai jis haal m b h zinda hai
Uski yaado ka dil me pulinda hai
Koshis ki usne bhi usko bhulne ki
Par kaid m uski dil ka wo parinda
Ek yaad jo har pal uski dastak deti hai
Karke band darwaja wo sharminda hai
Chahta hai wo b pinjara tod ke udd jana
Udega kaise wo par katra parinda
Chaha tha usne b chand sitare tod kar lana
Par wo ab halat ka mara banda hai
Akhir kya hua aisa ki wo tut gya
Khud hi khud se q wo itna ruth gya
Ye baat dar asal thodi bhut purani thi
Tha wo raja aur uski ek rani hai....